Dil ki kitab mein
Dekha jo khwab mai
Har pal jawab mai
Mila tu hi…………
Maanga guroor se
Apne huzoor se
Dil ke saroor mein
Mila tu hi
Laut aaya
Phir wahi yeh
Aasma aur zameen
Chahe mile na mile
Mila tu hi……..
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Dil yeh maanta nahi meri batein
Yaad hai jo
Hui nahi voh mulakatein hai
Tere sang chala mai
Tera hi bana mein
Tera jo hua to mera bhi hua
Laut aaya
Phir wahi yeh
Aasma aur zameen
Chahe mile na mile
Mila tu hi……..
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tujhse rubru jo hua main kabhi toh
Hoga mukammal
Mera yeh jahaan bhi
Laut aaya
Phir kabhi yeh
Aasma aur zameen
Chahe mile na mile
Mila tu hi……..
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Tu aashiqui aashiqui aashiqui aashiqui
Answers
Explanation:
Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisiko hai banaya har kisi ke liye
Tera milna hai us Rab ka ishara
Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kuch to hai tujhse raabta
Kuch to hai tujhse raabta
Kaise hum jaanein hamein kya pataa
Kuch to hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yehi marna issi ke liye
Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisiko hai banaya har kisi ke liye
Meherbani jaate jaate mujh pe kar gaya
Guzarata sa lamha ek daman bhar gaya
Tere nazaara mila, roshan sitara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinaara mila
Sadiyon se tarse hain jaisi zindagi ke liye
Teri sohbat mein duaayein hain usi ke liye