Hindi, asked by Hiren5050, 11 months ago

dipawali write assay in hindi​

Answers

Answered by brij33
4

Humare desh me aneko prakar ke tayohar manaye jate hai,jaise-holi,id,guruparw,krishmash,Diwali adi

Hindu dharma me yo to Rojana Koi n Koi parw hota hai lekin in parwo me mukhya tayohar holi, Dashara, Diwali hi hai.

Humare jiwan me Prakash phailane Wala dipawali ka tayohar kartik mash ki amawashya ke din manaye jati hai.

is din ratri ke samay lakshmi pujan hota hai. Mana jata hai ki is din-rat ko maa lakshmi ka aagman hota hai.Log apne ist-mitro ke yaha mithai ka aadan-pradan karke dipawali ki shubhkamnaye lete-dete hai. waigyanic dristi se bhi is tayohar ka apna ek alag mahtay hai. is din chodi janewali aatishbaji w gharo me ki Jane wali saphai se watawarn me wyapt kitanu samapt ho jate hai

I think it's helpful for you


Hiren5050: hii
brij33: Hi
manishankar75: gd
manishankar75: hiii
manishankar75: brij
manishankar75: Happy mothers day
manishankar75: to ur mother
brij33: Thanks
brij33: Thank you so much
manishankar75: it's okkk
Similar questions