Business Studies, asked by rajeshkumar22321, 1 year ago

direct selling businesses kya hai

Answers

Answered by Raju2392
0
Definition of Direct Selling. Direct selling refers to selling products directly to the consumer in a non-retail environment.
Answered by Anonymous
2

Answer:

Direct Selling kisi Bhi Product ki Marketing karna Aur us Product ko Customer tak Pahunchana Direct Sale hai. Direct selling aap kahin bhi kar sakte hain. Chahe to ghar me ya office me. Direct selling me kisi bhi product ki jankari seller deta hai.

Pehle Bharat me Multi Level Marketing(MLM) ki companiyon ko pareshaniyon ka samna padta tha. Multi Level Marketing(MLM) me koi kanoon na hone ki wajah se Direct Selling companiyon ko aaye dino pareshaniyon ka samna karna pad raha tha. Jisme Amway company ko sabse jada nuksaan uthana pada tha. Inhi Direct Selling Companiyon ne Milkar Indian Direct Selling Association(IDSA) ko banaya.

Similar questions