Hindi, asked by Shereen645, 1 year ago

"diwano ki hasti" kavita ka bhavarth kya hai? please answer it paragragh-wise by tomorrow as day after tomorrow i have my exam.

Answers

Answered by Anonymous
7

isss kavita me kavi baghwati charan verma ne  kuch ese logo ke bare mevaran kiya hai jo kabi jate hai to aapni bholapan masti ka alam hamesa sath lekar jate hai  wah jha bi ho hassi khussi rehti hai wah rote hue ko hasa dete hai , esme or ye batate hai ki manushyata hi sab kuch hai wah har manav ko ek samn mante hai wah kiseke or ke dhuk ko ddekhar kr khus nahi hota hai wahh uss dhuk ko batta hai wah , wah kisse bi jagah jada der nahi rukh sakta hai kyuki wah kise bi bandan me nahi bandhna chata hai , vah jha bi jata hai sabko khus rakhta hai or sukh batata hai pr jab wah wha se jata hai tab sab dhuki ho jate hai


no4: Osm answer! :)
Anonymous: thanksss
Similar questions