Political Science, asked by mrohit7893, 1 year ago

Dkhshin afrika se aagmn k bad mahatma Gandhi ki aarmbhik rajnitik gtividhiyo ka vrnun kijie

Answers

Answered by abhinandan414
0

Mahatma Gandhi Dakshin Africa Mein Satyagraha ka Safal prayog kar 1915 ko Bharat Aaye unhone Dekha ki kis tarah british log hindu-muslim me fut daalkar desh ko barbad kar rahe hain aur unhone Aandolan ka sahara lekar bihar ke champaran jile me ho rahe anyay( tinkathiya) ko roka. unhone dekha ki bharat ki janta Aapasi bhedbhaw ke karan bikhri hui hai to unhone sabse pahle ekta ki bhawna ko janta me prwahit kiya. unhone 1919 me khilafat Aandolan ka netritwa kiya aur is tarah bhartiya rajniti me apna kadam badhaya.

Similar questions