Math, asked by ankit37153v, 1 year ago

do anko ki sankhya ka dahani ank ekai ka thiguna hai yadi ank Badal Diya Jata hay to mul sankhya Se 36 kam ho jate to sankhya gyat Karen​

Answers

Answered by honeyasha
1

i can't understand your language

Answered by rajatmani8
1

Answer:

Uss sankhya ki dahani ank ko x aur ekai ko y manniye...

To aapki sankhya 10x+y hai....

Prashnaanusaar,

x=3y........(1)

10x+y-(10y+x)= 36.........(2)

(1) aur (2) se,

10(3y)+ y-10y -3y=36

=>18y=36

=> y= 2

(1) se,

x=3y= 3*2= 6

Isliye, 10x+y= 62

Aapka uttar 62 hai.

Similar questions