Hindi, asked by sneha3655, 11 months ago

do bachoo ke beech classwork ko lekar samvad

Answers

Answered by Nikitatiwari
0
✌ hye...✌
1st - rohit, kya tumne ye wala kaam kar liya jo class mein karaya tha
2nd - nhi yaar, maine nhi kiya ... aajkal kaksha mein kuch jyada hi kaam karaya jata hai
1st - haan .... itna jyada kaam karate hain, ki kuch der ko bhi aaram nhi milta hai
2nd - pahle to school mein itna sara kaam aur uper se ghar ke liye bHi itna sara
1st - sayad hame apne adhyapakon ko ye sab batana chahiye
2nd - shi kahte ho, chalo kal unse baat karte hain

❤keep smiling
keep loving ❤
Similar questions