Math, asked by Sonwani3122, 1 year ago

Do Dhan sankhya ka antar 72 aur ek dusre se bhag dene par 4 hota hain to sankhya gyat Kare

Answers

Answered by pratimakushwahpdtklk
6
oon dono sankhya ko x aur y man lerte hai
toh
x-y=72...........1
and x÷y=4
x=4×y .......2
aab equation 1 aur 2 me se y ya x ka maan le lete hai
y-4y=72( kyoki maine x ko y ke term me liya hai)
3y=72
y=24
equation 2
se hame x milta hai
x = 4y
x =4×24=96
x=96


isliye x =96 aur y= 24
Similar questions