Hindi, asked by harsh3534048, 10 months ago

do dost ke bich bharastachar ka sambaad​

Answers

Answered by deepansu5
0

Answer:

Do dost alag alag party ke honge

Answered by pranshhagemaru
0

DOST1; are Bhai tum kya kar rhe ho??

2; me bhrashtacher ke khilaaf sarkaar ko patr likh rha hun

1; par tum aisa kyun kar rhe Ho, bhrashtachar ko mitana to sarkaar ka kaam h

2; aisa Nhi h, hum bhi is desh ke nagkrik hain, din prati din samaaj me bhrashtachar ka badna mdujhe aahat karta h

1; keh to tum sahi rhe Ho, bhrashtachar yadi samaaj me ho to desh pragati nahi kar skta

2; aur to aur bahut si bhayanak mushkilen jaise berozgari, kar ka kam hona, bukhmari aadi ka samna Karna padega

1; sahi keh rhe Ho, parntu hum kya kar sakte hain

2; hum, kar ko sahi tarike va sahi raashi ke saath bhar sakte hain, yadi koi bhrashtachar karta dikhe to use samjhaa sakte hain, logon ko is bare mein bata kar unki aankhen khol sakte hain

1; hmm, tumne to meri aankhen khol Di, dikhao me bhi tumhari madat karta hun

Similar questions