Hindi, asked by sajaykumar205, 1 year ago

do kalakar Kahani Pathak ko Samaj Sudhar ka Sandesh deti hai Mannu Bhandari dwara likhi Kisi any moly par adharit Kahani padhe aur vishleshan kijiye

Answers

Answered by Anonymous
1
Do  kalakar kahani humein ye sandesh deti hai ki humein kewal dikhawe ke liye
samaj seva nhi karni chahiye.Apitu humein jan kalyaan ke bare main sochker hi koi kaam karna chahiye.Do kalakar kahani main do kirdaar hain ek chitra hai jo ek chitrakaar hai aur doosri kirdaar ek samajsevika hai.Jo lekhika hai wo ek mari hui bhikaran aur uske bhookhe bacchon ka chitra banaker saare vishwa main vikhyaat ho jaati hai.Wahin jo samajsevika hai wo un dono anath bacchon ko apna leti hai.Hamein ye baat samajh main aati hai ki asli mayni main kalakar wo chitrakar nhi jisne un gareeb bachon ka chitra bnaya per wo samajsevika hai jisne un bacchon ko naya jeevan diya,unhein apnaker maa ka pyaar diya.
Similar questions