do kalakar Kahani Pathak ko Samaj Sudhar ka Sandesh deti hai Mannu Bhandari dwara likhi Kisi any moly par adharit Kahani padhe aur vishleshan kijiye
Answers
Answered by
2
Do kalakar kahani Mannu Bhadari ke dwara rachit kahani hai.Do kalakar do saheliyon ki kahani hai.Aruna,jo ek samaj sevika hai aur chitra jo ek chitrakar hai.Wo dono hostel main sang rehti thi.Ek baar unke sheher main bohot baarish hui aur itni baarish hui ki baad aa gyi.Bohot jaan maal ka nuksaan hua.
Chitra ne ek mrit bhikaran aur uske do besara bacchon ki tasweer banayi jisse usse desh videsh main bohot prasiddhi mili.Dono saheliyaan apni raah chali gayein fir Kaafi saal baad dono phir mili.Aruna ke saath do bacche the.Jab unke baare main Chitra ne poocha to Aruna boli ki ye wo do Bhikharan ke bacche hain jinki tasweer Chitra ne bnayi thi.
Is kahani se humein ye seekh milti hai ki jis kalakar ke hriday main daya aur karuna nhi hai wo kalakar nhi balki jis vyakti ke hriday main daya aur karuna ho wo kisi kalakar se kam nhi hota.

Similar questions