do saheliyon ke bich school se mili hindi visaya ke homework ko lekar hui batchit ke upar Sambad likhiye
Answers
Answered by
0
Answer:
neha- nidhi tum kaisi ho aaj to bahut kaam mila hai na.mujhe se toh aadha kaam hi ho payega.tum kar logi kya
nidhi- nahi mujhe se bhi nahi ho payega.
neha- acha to kuch tarika dhekte hain.
nidhi- hain mere pass ek tarika hai.
neha- kya hai
nidhi-aisa karte hain ki suru ke panch kaam tum karna aur aakhari panch kaam mai kardungi.
neha-are waa nidhi sukriya tu to kamal hai acha ab mai ghar chalti huin.
nidhi-mai bhi
Similar questions