Dono Ke beech samvad samjhata likhna hai
Attachments:
Answers
Answered by
1
Main english main likh raha hu....Hindi main likh lena...
Pita- Beta kya tumhe pata h ki rupaiye hamare zindagi main bohot mahatwapurna hota h.
Putra- Accha pitaji ! Lekin kyo?
Pita- Kyoki ajj k jamane main agar rupye-paise hmre paas nhi hota to hum khush hal jindagi nhi ji sake hote. Rupye sse hi hum kuch v khrid skte h, kuch v hasil kr sakte h. Lekin kuch ese v shij ho ti h jinhe hum rupye se nhi hasil kar sakte h jaise pyaar, khusi aur v bht kuch.
Putra- Ji pitaji! To firr hamme kya krna chiye.
Pita- Hame rupye paiso ka sahi dhang se istml krna chiye, inko sambhal kr rakhna chiye aur to aur inko sahi kaam main sahi samai main inka istml krna chiye.
Putra- Pitaji, maine kaafi saare logo ko rupye to yuhi kiran kaaran k bura byawahar karte dekha h. To kyo wo log unka sahi byawahar nhi karte?
Pita- Dekho beta ! Duniya main kaye tarah k log hote h; koi dhanwan to koi daridra, koi achha to koi bura, koi hindu to koi muslim, koi buddhiman to koi murkh, isi tarah aise kayi prakr k log hote h aur sahi ka byawahar v alag alag. Jo log inka sahi istmal kar rhe h weh log abhi aur aage v acchi tarah se zindagi beeta pa rahe h aur jo log inka bura byawahar karta h we log shayad abhi acchi din lekin baad main bohot hi burre din beeta te h. To isliye haame kya krna chiye beta??
Putra- Isliye haame sahi dhang se rupye-paiso ka accha byawahar karna chiye.
Pita-Hmm! Bohot acche! Mujhe lagta h ki tumhe rupye ka mahatwa hamare zindagi main kitna zaroori hai, wh acche se pata chal gaya hoga.
Lo tumhara scul bus aa gya. Abb tum jau.
Putra- Ji Pitaji, chalta hu!

rajrishuverma:
aur acchai se ans nhi dey sakthay ho kya
Similar questions
Political Science,
8 months ago
Math,
1 year ago
Math,
1 year ago
English,
1 year ago
Geography,
1 year ago