Hindi, asked by miretv, 1 year ago

drama kise kahte hai.iski kya kya visheshta hoti hai.

Answers

Answered by Anonymous
3
Drama arthat natak ek chalti phirti kahani ko kaha jata hai.Ek natak kisi kahani,Novel ya aitihaasic gatha ko
samvaadon ke saath stage per racha jaata hai.Kahani ka kirdar Chune jaate
hain.Kisi lekhak ka vicharon ko samvaadon,sangeet aur kalakaron me saath abhivyakt karne ko natak kaha jaata hai.Natakon ka darshakon per manovaigyanic prabhav padta hai.Isiliye kai natakon ka rachaita samajik aur prabhavshaali vishyon ko naatakon le liye chunte hain taki logon main prabhav pade aur samajik buraoyaan kam hon
Similar questions