Hindi, asked by aman996428, 1 year ago

dronacharya ka vadh kisne kiya aur kaise kiya

Answers

Answered by ananya2019
0
dhrishtadyumuna kill Dronacharya
Answered by geetanagar2509
0

Answer:

Dronacharya ka vadh Raja Draupad ke putra Dhrishtadyumna ne kiya tha.Krishna ke kehne par bheem ne ek Ashvathama naam ke haathi ka vadh kiya aur dronacharya ko bataya ki usne ashvathama ka vadh kar diya hai. Dronacharya ko laga ki bheem ne uske putra Ashvathama ka vadh kar diya hai aur unhone shok ke karan apne shashtra tyag diye. itne mein hi Dhrishtadyumna ne apni talvaar se dronacharya ka vadh kar diya...

Explanation:

hope this helps

Similar questions