Hindi, asked by meetali, 1 year ago

dukh ka adhikar explain the sentence manushyonki poshakhe unhe vibhinn shreniyo me bat deti hai

Answers

Answered by Ut8
0
Jo bhi manushiya pehenta hai vaisa he usse samjha jata hai. Agar koi Acche kapde pehen ke aur kisi acche ghar ka hota hai aur usse kisi baat ka dukh hota hai to log bhi usska uss dukh mein saath dete hain lekin jab koi gareeb kapde pehen ke aur acche ghar se na hoke aisa kuch kare to usse saari duniya galat thehrati hai

Answered by ipsita1
0
mere hisab Sa adhikar to sabko hota ha par apne dukh ko prakash karne ma bhi hame uch verg ka bhi hona padega agar ek Maa achi kapdo ma ho aur dhani ho to vo apne bete ki guzar Jane ki gum ko prakash kar sakti ha par ek garib maa chahte hue bhi apne gum ko prakash nahi kar sakti kyunki uska adhikar nahi ha agar koi uska haal samajhne ki kosis kare tab bhi nahi kar pata kyunki uska poshak aur padvi usa rok deti ha aur vo ma logo ko darke ro bhi nahi pati yahan par ya samaj logo ko dukh ka adhikar bhi nahi deta.

ipsita1: can u send me ur pic plzz
meetali: y?
meetali: n how?
ipsita1: I want to see u
meetali: y?
ipsita1: nothing asa hi
meetali: okk
ipsita1: I m in eight standard
meetali: i am in 9th
meetali: byeee
Similar questions