Hindi, asked by singhrakshita, 1 year ago

easy paparagraph on paropkar in 150 words​

Answers

Answered by Bigdahero90
0

Answer:

150 complete ✔✔✔

Answered by Sahelisiya45
3

Answer:

Bhartiya Sanskriti ki Parampara Mein sadasya Manav Matra ke pratyek Karya Mein "Bahujan hitay'' ke Aadarsh ko sarvopari Rakha gaya Hain. Hamari Sanskriti ke anusar manushya ka Janm hi janhit ke liye Hain.Sabhi Sant Mahatma aur mahapurushon Ne Apna Jivan dusro ki bhalai mein lagaya hai. Hamari kaviyon lekhak Kaun ne apne Sahitya Mein Sthan Sthan per paropkar ki Charcha karte hue use mahantam Karya aur sabse bada Dharm kaha hai. Goswami Tulsidas ne kaha hai-

Parahit saris Dharm Nahin bhai |

Par peerin some nahi adhimai ||

Hamare Bharat ki Bhumi per mahrshi dadhichi Jaise Mahapurush hue hain, jinhone paropkar ke liye apni asthiyan Tak Dan De di thi.kahan jata hai ki Srishti ke Aarambh Mein danav Ne Itna Atyachar aur updrav kiya tha ki samast Dharti Dahal uthai thi. Use Samay danav ke Atyachar Ke Samne Sabhi biwash the, Unse bachne ka koi Marg Nahin Bacha Tha. Aise hi mahrshi dadhichi ki asthiyon Yadon ko sanhar Hetu Ek Astra banaya tha. Is Astra ke liye Maharshi dadhichi Ne Saharsh apni asthiya Dedi.

Vartman mein manushya swarthi ho gaya hai. Vah Apne Sukh aur apne suvidhaon per Pani Ki Tarah Dhan bahata Hain. Use dusre ke Dukh Ki Parvah Nahin Hai. Paropkar ki Bhavna samapt ho gai hai. Yahi Karan hai ki samaj mein bhayankar dinhata faili Hui Hai. yadi Aaj manushya Apne Munh Ko Chhod De Aur dusron Ke Upkar Mein Lag Jaaye to nishchay hi Samaj ki Karya Palat ho jayegi aur uska Swayam ka Jivan bhi Sarthak hoga.

( Translate into Hindi)

Similar questions