ek baat batao yaaro ki Zindagi me carrier pyaar se jyada imp kyu hota h??
Answers
Answered by
0
Because aapka Career he decide krta hai ki aapka future kaisa hoga.....
Hope it helps.....
Hope it helps.....
rajnisingh1201:
HÈĹĹÒ....SÌŚŤÀ
Answered by
0
Zindegi me carrier pyaar se jyada important isly hota hai kyoki agar aapne koi acha carrier hai to aapka, aapke mammi or papa ka nam roshan hoga...... Jo ki aapke mammi papa ke liye sabse badi cheez hogi.... Payar kro lekin agar aaj ke pass paise nhi hai to apna jindegi kese jioge..... Asa to kisine kaha nhi hai ki carrier important hota hai pyaar se jyada..... Bo aapke upar depend hai ki aapko apne mami, papa ka nam roshan krna hai ya nhi..... Jo ki unke life me sabse bada Ummid or chahat hota hai..... Or aapka carrier hi decide krta hai ki aapka future kya hoga....
I hope this will help u....
Plz mark it as brainliest...
I hope this will help u....
Plz mark it as brainliest...
Similar questions