Ek Banda Apne Ghar se kuchh flowers lekar nikalta hai, raste mein Das Mandir aane Wale Hain har Mandir ke pahle ek talab aayega , use Mandir par phool chadhane se pahle talab mein phool doobona hai , jitna bhi phool uske pass hai sab kuchh doobona hai , doobate hi phool double Ho jaate Hain , unmen se kuchh ful use Mandir per chadhana hai har Mandir per phool chadhane se pahle use phool ko talab mein doobana hai , jitna phool vah pahle Mandir per chadhaega utna hi har Mandir per chadhana hai, last mein aakhri Mandir per phool chadhane ke bad uske paas phool bachane nahin chahie, to Mera question hai ki vo banda kitne phool ke sath Apne Ghar se nikala tha aur usne har Mandir per kitne phool chadhae?
Answers
Answered by
0
Answer:
50000 phool
ok jnv alumni Sikar Rajasthan the last survival of the last time I am a reservation for example of a
Similar questions