Hindi, asked by CRAZYDIPANNSH, 9 months ago

ek bhikhari ki atmakatha 150 words ​

Answers

Answered by chandan5267
0

Answer:

ak vyakti bahut hi garib thha jiske karan use bhik tak mangne par majboor hona pada . uske tin bache thhe . apne patni tatha apne bachhon ke pet bharne ke liye vah bhik mangta thha . yaha tak ki uske sath unke bachhe bhi bhik mangne lage .ak din vah bhikhari bhik maangte mangte bade sahar ki or pahoch gaye vaha unhone ak mandir dekha aor mandir ke pas jakar baith gaye . tab unhone dekha ki log mandir ke daan peti me paise jewar aadi chadha rahe thhe aor yaha tak ki vaha ak kala pathhar tha jisme log na jaane kitne dudh ko usme daal rahe thhe auor yaha uska beta bhuk ke maare mar raha thha . tab bhikari ne aor dekha ki vah dudh kisi gatar me jakar gir raha tha . bhuk ke maare uske bete ki mrityu ho gayi . tab is garibi ke karan uske sabhi sadasyo ne aatmhatya kar li.

dhanyavaad

Similar questions