Ek Dudhwala Dudh bechne ke liye jata hai. Uske paas 10 litter dudh hota hai. Ek grahak aata hai aur usse 5 litter mangta hai. Lekin ek samasya yeh hai ki uske paas sirf 3 litter, 7 litter aur 10 litter ke maap hai. Ab usse samaj nahi aaraha hai ki iss 10 litter dudh mein se 5 litter alag kaise kare. Tum jara iski madad kar do. Time : 1 day Dekhte hai kaun answer deta hai Note : 1. Andaz se dudh ka maap nahi karna hai 2. Sirf 3 litter, 7 litter aur 10 liter ke maap use lre hai
Answers
Answered by
1
dudhwala uss grahak ko pehle to Sara dhudh dega or phir apne 10 litre maap wale instrument se 5 litre dhudh nikaal lega kyunki 10 is half hota Hai 5 as such user half ka to Pata hi hoga
Similar questions