Ek kamre me do maa hai do beti hai aur ek nani hai to kamre me kitne log hain
Answers
Answered by
173
3,
Log hai ek Maa or uski beti or phir uski beti
Log hai ek Maa or uski beti or phir uski beti
Answered by
81
Answer: Ek kamre me do maa hai do beti hai aur ek nani hai to kamre me teen log hain.
Step-by-step explanation:
Kamre mein 3 logon ko A, B, or C maan lijiye. A ko nani maan lijiye, B ko A ki beti, or C ko B ki beti.
Iss hisaab se ek kamre mein do maa ho gyi jo ki hain A Or B. Or do betiyaan ho gyi B Or C.
Similar questions