ek kishan - ghar ke pas banjar bhumi- rat me choro ka aana - kisan ka ghabrana - ptni ka upay- jor se kahna _ maine rupye gahne banjar jamin me chhipa diye - choro ka banjar jamin khodna - kuchh na milna- choro ka thak kar chale jana - kisan yavng patni khush
Answers
Answered by
2
Answer:
do you want in this question if it essay just connect all the points and write the essay
Answered by
4
ek gaav ke ek kisan or uski bivi rahte the.uski bivi bahut hoshiyar thi . uske ghar ke pass ek banjar jameen thi .ek rat ko uske ghar chor gud aaye. kisan ne unki aahat suni or vo gabrane laga.or vo apni patni ke pass gaya or usko puri bat btai .uski.patni.ne upaye socha .or jor jor se kahne lagi ki aaj kal bahut choriya ho rahi he mene apne sare rupaye or gahne banjar jameen me chupa diye he.ye sunkar chor banjar jameen ko khodne chale gaye .khodte khodte thak gaye par unko kuch b nahi mila.or vo thakkar chale gaye.isse kisan or uski patni dono khush hue .
moral :- hame musibat me gabrana nahi chahiye balki smjdari se kaam lena chahiye
Similar questions