Chemistry, asked by rashneetkaur41, 6 months ago

Ek lady ek dukandar ke paas ayi,,usne 2000 rupye diye usme se 200 ka samaan liya,,dukandar ke pass chutte paise nai the,,woh kisi padosi se chutte paise leke aya,,usne 1800 rupee aurat ko de diye,,baki 200 rupee galle mein daal diye,,baad mein padosi ne kaha tumhara 2000 ka note nakli thaa,,aur usne usko wapis de diya,,dukandaar ko kitne paise nuksaan hua aur kaise hua​

Answers

Answered by Adri01
0

Answer:

2000 rupees ka ruksaan hua..

Explanation:

agar us aurat ne 2000 rupees ka saman kharida or 2000 rupees ka nakli note dia to uska 200 rupees ta lav hua...par us dukandar ko 2000 rupees ka ruksaan hi hua..kyuki us aurat ko jisse usne udhhar liya tha usko 2000 rupees hi dene pare..

Hope it will helps you to understand

Similar questions