Ek Panth do Kaaj kahawat ke Aadhar Par Ek Maulik kahani ki Rachna karo
Answers
एक पंथ दो काज
अर्थ - एक साथ दो लाभ प्राप्त करना , एक काम से दो काम पूरे होना।
यह कहानी उस लड़की की है | जो बहुत गरीब परिवार से थी | लड़की ने कभी हार नहीं मानी| मेहनत करके और हिम्मत रखकर आगे बढ़ती रही | उसके पड़ोस में एक आंटी रहती थी | उस आंटी ने उसे कहा तुम मेरे यहाँ घर का काम कर दिया करो और मेरे पास रहा करो | लड़की की पैसों की जरूरत भी थी | लड़की ने हाँ कर दी | लड़की ने साथ में उसके घर काम भी किया और अपनी पढ़ाई भी जरी रखी | इसकी प्रकार उसके दो काम हो गए | इस काम से उसका घर भी चल पढ़ा और पढ़ाई भी चल पड़ी | इसे कहते है एक पंथ दो काज |
Explanation:
एक पंथ दो काज ek panth do kanch ka Arth hai ek teer se do Nishan matlab ek sath do kam karna ek gaon mein ek Budhi aurat rahti thi jiske do bade bacche the matlab bete the vah dusron ke ghar mein kam Kiya karti thi aur apne bete ko padhaati thi vah Apne beton se kahati main itni mehnat karke tum log ko padhaati Hun yahan tak ki khane Tak ko Paisa nahin bachta tum log padh likh kar bade aadami Banna budhi aurat ki baat suni aur vah Kanpur ke liye Nikal pade Kanpur mein unka college tha isliye vah Kanpur ke liye Nikal pade vah Kanpur se jab a rahe the unki mausi Kanpur mein rahti thi vah sochen ki ham mausi se milte chalen unhone apni padhaai bhi ki aur apne mausi se milte hue bhi aaye ise kahate Hain ek panth do kaj