Hindi, asked by arao, 1 year ago

ek phul ki chah full meaning line by line

Answers

Answered by Galaxy
5
Yek bahut hi achi kavita heh . Es kavita meh :- Ek chota saa gav taa aur ek din achanak badi star par bimari felne lagi aur usi gav me ek choti si ladki heh jiska naam sukiya taa . Vak humesha apne dosto ke saath kelti reheti ti. Sukiya ki maa nahi ti par sukiya ke pita teh . Ek din achanak sukiya bimar pad gayi quinky us gav me har taraf bimari fel gayi ti. Toh sukiya bister per lethi rahi. Sukiya ki echa ti ki useh mandir seh devi ka fool mile prasad ke rup me ! Esliye sukiya ke Pita neh tay kiya ki vak mandir jakar sukiya ke liye ful lekhar aayega. Jab vak mandir gya tab loga ne uneh achoot kehekar court meh bej diya ..jaha unhe saath din ki jail hui. Jab sukiya ke pita vapas gar aaye tab dekha ki sukiya toh mar gyi aur fir deka ki rishtedaro neh sukiya ke jism ko jala kar aaye.. Bechara sukiya ke pita vahi rota raha !!!! Aur apni beti ki ek echa bi puri nhi kar sakha !!!

Galaxy: Mrk it best
Similar questions