Hindi, asked by ellyssa, 1 year ago

ek phul ki chah summary

Answers

Answered by mecool30
5
Pariah class discrimination with a flower is the poetry of desire. Author Sukhiya and his father are talking through the pain of the class. Sukhiya is an untouchable girl. She is the only daughter of his father. Once the epidemic had spread to their village. The epidemic was engulfing children. Sukhiya also became a victim of the epidemic. His father and mother to their village temple offerings form the largest implores bring a flower. Her father,Sukhiya are confused because of the desire of the low-caste, and the temple, he is Ooji the men. In order to fulfill this wish of daughter hide-hide it on to the temple of the Goddess are offering. Her father is very pleased that happiness does not last long and he gets caught. Everyone present in the temple, and he beat her as a punishment is imprisonment for seven days. When he comes back from jail the news is his daudhter was died because of epidemic He would not see his daughter last. Sukhiya poet's father, through the whole of this question would fit Sushti building society is God, then all human beings are equal, then who are we going to put him in shackles of ups and downs. Who gave us the right temple of God in which we prevent anyone from entering.
Answered by riyasharma
2

ek phul ki chah achhut verg ke sath ho rhe bhedbhav ki kavita hai lekhak sukhiya aur uske pita ke madhyam se is verg ke dard ko darsha rhe hai sukhiya ek achhut kanya hai uske pita ki weh ekmatra santan hai ek bar unke gao me mahamari ka prakop fail gya sukhiya bhi is mahamari ki chapet me aa gyi weh apne pita se gao ke sabse bade mandir se Prasad swaroop ek phool lane ki nivedan karti hai uske pita duvidha me phas jate hai kyunki we neech jati  ke hai uar weh mandir uchi jati ke logo ke liye hi hai putri ki is ichha ko puri karne me weh safal ho jate hai aur chori chhupe us mandir ka phool lane me safal ho jate hai we bhut khus hote hai kintu unki ye khusi jyada der tak nahi rehti we pakde jate hai aur log unki pitai kerte hai aur unhe 7 din tak karawas ki saza sunate hai jab 7 din bad we wapas aate hai tab tak unki beti us mahamari ke prakop se mar jati hai aur we uske aakhiri darsan bhi nahi ker pate kavi sukhiya ke madhyam se samaj ke samne ye prasan rakhte hai ki agar ye shristi  bhagwan ne bnai hai aur uske liye sare manusya ek barabar hai to manushya koun hote hai use uch neech ke bandhan me dalne wale hame ye adhikar kisne diya ki hum kisi ko mandir me pravesh karne se roke
Similar questions