Math, asked by amitkumar2464, 1 year ago

Ek powder ke dibbe ka base squared hai. Jiski pratyek Bhuja 8 cm hai. dibbe ki height 13 cm Hai. Ek Anya dibba cylindrical Hai ,Jiska base ka diameter 14 cm & height 15 cm hai. kis dibbe Mein powder Adhik aaega?uski volume ka Antar gyat kijiye.​

Answers

Answered by vishalsyadav12022005
1

Step-by-step explanation:

1st vale dibbe ka volume = 653.71 cm^3

2nd vale dibbe ka volume =2310cm^3

2nd vale dibbe me powder jyada aayega

dono ka antar 2310 - 653.71= 1656.29

Similar questions