Hindi, asked by dikshalakshmi405, 1 year ago

Ek table par char kela hai aur panch aadmi ko barabar bhag me batna hai ,kaise batenge

Answers

Answered by singeravani
1
i kela table par hai to char char kela plate mein hain to kul milake panch kele hue to sabko ek ek kela mila
Answered by utsrashmi014
1

Concept

Hume batana hai ki agar ek kela table par chaar kela hai aur paanch aadmi hai aur hume sabko barabar ke bhag me dena hai.

Explanation

Jaisa ki vakya mein likha hai ki Ek table par char kele hai to vaise dekha jay to char kele table par aur ek kela plate mein kyuki hume yeh nahi bataya gaya ki plate hai ya nahi to hum ek kele ko plate me gin kar chale to paanch kele huye aur sabhi ko yaani ki paancho ko barabar ek ek kela bhag mein aayega

Aise hum bhag me bat sakte hai aur aise batenge.

#SPJ3

Similar questions