Ek taswir banae k loye samir ko 1 ghanta ka 2/5 wa hissa samay lagta haii .. Usi taswir ko banane me mita ko 1 ghanta ka 5/12 wa hissa lagat haii . Dono me taswir banane k liye kisne kitna jyada samay liya?
Answers
Given : Ek taswir banae k loye samir ko 1 ghanta ka 2/5 wa hissa samay lagta haii .. Usi taswir ko banane me mita ko 1 ghanta ka 5/12 wa hissa lagat haii
To find : Dono me taswir banane k liye kisne kitna jyada samay liya
Solution:
taswir banae me samir ko 1 ghanta ka 2/5 wa hissa samay lagta haii
1 ghanta = 60 minutes
= (2/5)60
= 2 * 12
= 24 minutes
taswir banae me samir ko 24 minutes lagta haii
taswir banae me mita ko 1 ghanta ka 5/12 wa hissa samay lagta haii
1 ghanta = 60 minutes
= (5/12)60
= 5 *5
= 25 minutes
taswir banae me mita ko 25 minutes lagta haii
25 > 24
25-24 = 1
Taswir banane ke liye mita ko 1 minute jyada samay lagega
Taswir banane ke liye mita ko 1 ghanta ka (1/60)hissa samay jyada laga
Learn More:
In a box of marbles , 3/8 of the marbles are red 2/5 are blue and the ...
https://brainly.in/question/9416246
A fraction becomes 1/3 when 2 is subtracted from the numerator and ...
https://brainly.in/question/9000857