Math, asked by asso52, 10 months ago

ek teacher ne apne ek student se sawal karte hue pucha k unki Umar kitni hai...student ne jawab dia k mujhe nahi mlm....phir se student ne apne teacher se kaha k mujhe meri Umar to nahi mlm lekin mere se double me maa ki umar hai or maa se 5 saal bade mere daddy hai or hum sub ki umar ko add karne par 100 hogi...
to bataiye ki us student ki kya umar hogi

Answers

Answered by TheLifeRacer
1

Hii !!

Solution of this question

_Here :-----

Maan lijiye ki Mumma ki Umar X

Then ,teacher ki Umar hogi X/2

Aur teacher ke papa ki Umar , X+ 5

According to question .

sabki ki Umar jodne pe

X + X/2 + X + 5 = 100

2X + X +2 X + 5= 200

5X = 195

X = 39

chuki , teacher ki Umar X/2 hai

isiliye , 39/2 = 19.1.... Year hogi .

___________________________________

Hope it helps you !!

#Rajkumar1111

Similar questions