Hindi, asked by faisal1520, 1 year ago

एक चुप और सौ सुख पर अनुच्छेद

Answers

Answered by 00002023
1

Answer:

           ek chup 100 sukh

ye baat bilkul sahi hai kyonki kai bar aisi baat ho jate hai chahe vo ghar ho ya office hum galat nhi hote par fir  bhi hme sunni padti hai jo hme bilkul bhi pasand nahi aata par hum chup rh jate hai to vo hmare liye aacha hota hai kyonki hme pata hai ki agar hmne palat kar jawab diya to jo insan gusse mein hai vo or bhadak jayaga isliye hum usi samay us insan ko vo baat batane ki bajay jab 1 ghante baad uska gussa shant ho jaye to isse us insan ko apni galti mahsus hogi or vo tumse mafi mangega or isse aap dono ki galat fami dur ho jayege or agar aap gusse ke time aage se jawab doge to sadharan si baat hai vo or bhadak jayaga or aap ke rishto mein darar paida ho jayegi. to ek chuupi ke100 sukh hai to chup raho sahi samay par hi bolo or ek seema tak hi bolo

Explanation:

Similar questions