Hindi, asked by gsreenivasulu3739, 1 year ago

एक घायाळ सैनिक की आत्मकथा

Answers

Answered by priya5482
0
Me ek gayal sainik hu aaj me ek hospatal me general vard me hu. mere sath jho kuch bhi hua aaj mujhe garv he.
mera humesa se ek sapna tha ki me ek sainik bankar apni desh ki Raksha karu Aur apne desh ke liye kuch karu mera ye sapna purna karne ke liye maine din raat parishram kiya kup padhayi ki Aur aakhir me .me ek sainik ban gaya.
yaha par Hume dusame se kaise ladkar hum jit sakte uski training di gayi ek achanak Pakistan walo ne humla kar diya us samay Hamare pass jyada sipahi nahi te Aur nahi jyada hatiyar phir bhi madat aane tak humane yudh kiya humare kaffi sare sipahi is jung me mare gaye Aur mere per par bhi goli chalayi gayi me gayal hogaya phir bhi har na Mani hath me bandhuk liye humane ye yudh jit liya. Aur aaj mujhe mere dostho ke liye garv ho raha he jho sahid ho gaye. lekhin tumare yade Aur tumara himat mujhe humesa yaad rahega Aur mujhe is Baat ka garv rahega ki Hume desh ke liye kuch karne ke liye mila Aur aage bhi hum desh ki seva karte rahege
Similar questions