Hindi, asked by Arpit71794, 1 year ago

एक मौलिक कहानी लिखिए जिसका अंत प्रस्तुत वाक्य से किया गया हो - और मैंने
राहत की सांस लेते हुए सोचा कि आज मेरा मानव जीवन सफल हो गया।​

Answers

Answered by devkantr5
5

Explanation:

Ek baar ek Bade Rishi kisi ped ke niche samadhi par baithe the kai warso ke ghor tapasya ke baad jb unhone apni aankhe kholi to paaya unke charo or keval santi chaya tha unhe yah dekh kar unhe aur arshay huwa ke sakahari aur mansahari jaanwar bina kisi bhay ke ek dusre ke saath baithe huwe the.nadi ki dhara bahut tej parantu ekdam saant thi. unhe apni ankho par viswar nahi huwa.usi dauran ek wyakti katora liye unki taraf chala aa raha tha aur aate hi usne khir ka katora rishi ko sopa. rishi ne kaha mai Ann tabhi grahan karunga jab mujhe iss baat ki pusti ho jaye ki iss sansar me ahinsa aur dwesh kahi nahi.yeh baat sunkar wah wyakti hairani se unki taraf dekhte huwe bola ke hey rishi yeh haise hoga tb rishi ne nadi ki taraf isara karte huwe unhe bataya ke ye khir ka katora nahi ke dhara ke viprit disha me chalegi to mai samajh jaunga ke meri kai warso ko tapasya safal hui uske baad unhone katore ko nahi me rakha fir dekha ke sach me katora nadi ke viprit disha me beh rahi thi. wyakti rishi ke iss drisya ko dekhkr chakit rah gaya aur rishi ke pairo ko sparsh kr waha se chala gaya aur Rishi RAHAT KI SAANS LETE HUWE SONCHA KI AAJ MERA MANAV JIVAN SAFAL HO GAYA

Answered by KrutiDixit
4

Answer:

here is your answer....

Attachments:
Similar questions