एक मनुष्य एक वृक्ष संकेत बिंदु- जीवन में वृक्षों का महत्त्व- लाभ- मनुष्य का स्वार्थी होना- प्रदूषण का बढ़ना- सुरक्षित जीवन हेतु वृक्षारोपण अनिवार्य।
ESSAYY PLZZZZ
Answers
Answer:
Hamari Dharti Jahan se bhi aap Dekhen Charo taraf se Hariyali Hoti Hai Magar ab vah Hariyali Hamen Jyada Nahin milati log Apne swarth Ke Karan Sare ped paudhon ko Kat daalte hain aur uske Jagah Nahin nai building Khade kar dalte Hain jisse Hamare liye bahut asuvidha Hoti Hai jaise ki Ham Mein dhang se oxygen na Milana na chhav na Milana dhup ki Roshani Hamari Upar Tej se padhna Iske Karan Hamare tabiyat bhi bahut kharab ho sakti hai Hamen pedon se bahut Tarah Ki chijen milati Hai jaise ki medicine oxygen cotton ciao Aur ghar banane ke liye lakadiya milati hai Aag jalane Ke Liye bhi milati hai ped Hamare Sabhi kam Mein Hamari sahayata Karti Hai Lekin Fir Bhi manushya use Kat daalte Hain To ISI Ke Karan Hamen bahut acchi Suvidha milati hai iske liye hi main yah Pata Chalta Hai Ki manushya Apne swarth ke liye Kisi bhi bhi had Tak Ja sakta hai isiliye Hamare government ne ek Yojana Banai hai ki jitne ped bhi katenge uski Jagah dusre per bhi Lagane padenge aur Ab Jo Bhi ped karta hai use find Dena padta hai ab Agar aapko ped karna ho to aapko government ke office jakar wahan se form fillup Karke Lana padta hai ped Hamare Jivan mein bahut mulyavan chij hoti hai isiliye save tree save life
thank you
please Mere Uttar ko brain list mein dalen mujhe lagta hai main aapki sahayata ki hai agar aap Koi Achcha Lage to please friend list mein dal dijiyega