एक दिन मैं बाजार जा रहा हूँ
USE THIS SENTENCE AND MAKE A STORY IN ENGLISH OR HINDI
PLS DO FAST
Answers
Answer:
Your answer
Explanation:
Ek din me bazaar jaa rha hu, aaj mausam bada achcha hai panchhi chihcha rhe hai garden me bachche khel rhe h Ma ne mujhe saman lene bheja hai. Meri mere dost se mulakat hui. Aaj wo bada khush hai kyoki aaj uske papa use laptop dila rhe h aaj uska janamdin bhi hai mene use janamdin ki badhai di or me aage chalta gaya. phir mene ek baat suni or me soch me pad gya wo baat ye thi ki hume jeevan kyo mila or hum insaan hi kyo bane? phir me saman lekar ghar aaya or maa se yah sawal puchha unhone kaha ki is sawal ka jawab tumhe गड़ुड puran me milega phir mene wah padi or usme mujhe bahut kuch mila or khaaskar mujhe mere sawal ka jawab mil hi gya mere sawal ka jawaab tha ki hume janam humare karmo ke hisab se milta hai hume 84 lakh yoniyo ke baad insani jeevan milta hai me mere jawab se santusht tha mujhe bahot khushi hui yeh jankar ki humare ved - purano me kitna gyan chhipa hua hai bas hume janne ki der hai
Or kahani khatam hui