Science, asked by satyendrasingh61, 8 months ago

एककोशिकी जीव किस प्रकार उत्सर्जन की क्रिया करते हैं?​(in hindi)​

Answers

Answered by divya922371
5

Answer :

Ekkoshikiya jeev me utsarjan ke liye koi khas ang nirdharit nhi h....

Explanation:

manushya aur dusre bahukoshikiye jeev me utsarjan ke liye guda(anus) hai...

kintu ekkoshikiya jeev jaise amoeba me utsarjan ke Liye koi khas ang nhi h..... unke sharir me pachan ki kriya hone ke baad Jo khana nhi pach pata wo sharir ke kisi bhi hisse se bahar nikal jata hai.... koi bhi sharir ka hissa tut jata hai aur nhi pacha hua khana bahar nikal jata hai.....

I hope I am right...

Similar questions