Music, asked by Njoshi5461, 3 months ago

emiway bantai songs writing ​

Answers

Answered by xXxBaByGiRlxX
2

xD yelo lriyc

"Khatam Hue Waande"

Bigad gayi hai

Bigad gayi hai

Karegi dhokha khule-aam main

Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe

Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe

Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de

Aye karegi dhokha khule-aam main

Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe

Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe

Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de

Aye karegi dhokha khule-aam main

Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe

Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe

Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de

Dhyaan de

Aaj log mujhe pehchante

Tere chhaave se zyada

Kamaane wale rakhe maine kaam pe

Jaan nahi dene wala main tere liye jaan de

Tere bina zindagi mein khatam hue waande

Mere khatam huye waande

Chal aye mere khatam huye waande

Aye mere khatam huye waande, waande

Dhyaan de

Aisa nahi kehra hun saari bandi galat hai

Bas mera jisse pala pada uska soch alag hai

Kadak hai jo milli mujhe recently

Naughty hai sirf mere liye

Duniya ke liye decent si bandi

Fashion full trendy

Nahi chahiye prada ya fendi

Tu simple mein cute hai

Shaq nahi karunga kyunki

Tere ko full chhoot hai

Loot lage li hai baby aaja phat se loot le

Jaisi bandi chahiye thi

Tu waisi dikh rahi hai

Soulmate hai saamne tere

Chatting mein kya likh rahi hai

Kya tu dikh rahi hai

Koyi bhi dekh ke ghayal hai

Modern hai par khoobsurat

Pairon pe tere payal hai

Aayela dil mera tere pe machaan de tu

Mere raat ka ujala kar deti chaand hai tu

Tujhse pyaar kitna karta hun pehle jaan le tu

Sab mere pichhe lekin mere demand mein tu

Aye aye karegi dhokha khule-aam main

Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe

Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe

Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de

Aye karegi dhokha khule-aam main

Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe

Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe

Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de

Khush hun main tere sath

Reh ja tu bhi mere paas

Tu bhi bilkul mere class ki

Dikhawa jyasti nahi karti hai

Tu baat bhi nahi karti hai airon gairon se

Tu hai poori aag sabko aur jala dun

Main hoon kerosene

Sab log jalne lage door door se

Bantai machate rahega beta

Tu dekhte reh ghoor ghoor ke

Underground ho ya commercial hip hop

Dono sath le chalenge

Bantai udd udd ke udd udd ke

Aaya tere paas

Tune dala mere ko ghaas

Chehre se dikhta hai

Tu nahi degi mujhe traas

Tu hai raaz jise sab jaan'na chahte

Sirf tu aur main yeah aye sab hard hai

Tu nahi to lagta sab kuchh khandar hai

Jab bhi sath hoti hai to

Phir to baarish aur phir thunder hai

Mujhe sirf teri hunger hai

Tera pyar mere liye ugly gehra samundar

Karegi dhokha khule-aam main

Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe

Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe

Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de

Aye karegi dhokha khule-aam main

Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe

Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe

Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de

Shot ho jayega jaan de

Shot ho jayega jaan de

Shot ho jayega jaan de

Emiway bantai maloom hai na

Machate raho!

Peace out!

Answered by MananyaMuhury
1

Answer:

"Machayenge" is a song by Indian rapper Emiway Bantai, released on his own channel and almost 200 million plus streaming platforms on YouTube 24 January 2019. The song is written and performed by Emiway Bantai and is produced by Tony James.

Explanation:

Emiway Bantai is a singer, rapper (Hip-Hop/Rap/RnB/PoP), dancer, songwriter, editor, and music composer. He is best known for his song “Asli Hip Hop” in the film “Gully Boy” (2019).

Similar questions