essay aaj ka samaj in hindi
Answers
Explanation:
aaj ka samaj- aaj ke samaj- ke visay me likhaye se pahale samaj- kya hota hai.samaj do Sandi se Milkar bana hai Sam +aaj jiska arth hota hai ek samuiti ke log Jo eksath rahate hai . ishi ko samaj kahate hai.
aaj ka samaj jaise aap janate hi honge hamara kaise aage nhi badh rha hai kaise samaj me ladko ko jyada ahmiyat di jati hai aur ladki ko nhi. hamara samaj ladkiyo ko gandi najar se dekhta hai. jab bhi kuch ghatna hui rhti hai jisme ladki ladke dono samir rhte hai par ladki ko hi hamesha galat tehrate hai unhe freely nhi jine dete . unke upari itna shak karate hai unka ghar se nikalna muskil ho jata hai.
unke kapade par bhi judge kiya jata hai. agar ve chote kapade pahane to unhe itni gandi najar se dekhate hai ki. agar ladki ekbar kuch galiti kar le to use hamesha ke liye dard bhokna padta hai. hamare samaj ko sudharne ki avasyaktaye hai