essay of. vigyan ke laabh
Answers
Answered by
0
Road pe daudti Hui gaadiyan,aasman me udte jahaaz,gharon me pankhe,motorbikes, fridge,cooler aadi. sab sirf vigyan Ke chamatkar se hi utpann hue hain. Vigyan ne hamari rozmarra Ki zindagi KO aur bhi aasan bana diya hai. Ye sab vigyan Ke hi chamatkar hain Ki him aaj digital zindagi jee rahe hain. Subah se uthne se lekar raat me sone tak sirf vigyan hi vigyan rahta hai. Vigyan ke laabh to hum dekh hi rahe hain,par phir bhi kuchh laabh is prakar hain:-
1. Garmiyon me rahat Ke liye vigyan me pankhe,bijli,cooler aadi KO utpann kiya hai.
2. Thand me garmi Ke liye heater,garam kapde,aadi bhi vigyan Ke wajah se mil paaya hai.
Aadi bahut sare laabh hain.
1. Garmiyon me rahat Ke liye vigyan me pankhe,bijli,cooler aadi KO utpann kiya hai.
2. Thand me garmi Ke liye heater,garam kapde,aadi bhi vigyan Ke wajah se mil paaya hai.
Aadi bahut sare laabh hain.
Similar questions