Hindi, asked by arsk, 11 months ago

essay on adhunikta ki dudh rishtey naton ko thod rahi hai

Answers

Answered by divya992
1
adhunikta matlab pragati jo hamara samaj kar raha hai par ye adhunikta apne parijano ko hamare dur karrahi hai.
muze yaad hai jab meri dadima muze bachpan me kahani duniya marathi thi par ab vo din kaha rahe ki sabka aisa naseeb ho ki unko dadima ki kahani ya sunane ko mile.
Is modernization ke liye log apne maa baap ko chod dete hai. adhunikta ke karan gaav me rehne vale youngsters naukari ke liye cities me jaate hai par baad me vahi rehne lagte hai bichare unke budhe maa baap unko yaad karate hai .
jaise ki pichle kal me hua karata tha sab log eksaath rehte the unki family bohot badi hua karati thi. is se sab log mobile ke siva ek dusre ke saath samay borate the. unka pyaar badhta tha. unke paas family k liye time hua karta tha. par adhunikta se hamare phones me family members to aa gaye par hum unse dur ho gaye hai

divya992: hii
divya992: divya
arsk: it's not a social media
Similar questions