Hindi, asked by sarabjot2, 1 year ago

essay on bal shram in hindi

Answers

Answered by sayeduzair
3
aaj mai jis vishay pr likh rhi hun wo hamare desh ka ek bht drawna satya hai jiske baare me gaur se socha jaaye to acche acchon ki rooh kaanp jaati hai aur ye ek dandniye apraadh hai jo hamare desh ko aage bdkr kuch accha krne pr rok rha hai ye us masum ka gala ghotne jesa hai jisse uski icchaein cheen kr us bal mazdoori me lga diya jata hai.bht se logon ki majboori hoti hai apne bacchon ko bal mazdoori ke lie bhejna lekin kya koi majboori itni bdi hoti hai ki ek nanhi se jaan ka gala ghot de. ye ek bht bda paaap hai jiske lie ishwar kabhi maaf nhi krega. agar hume apne desh ko aage bdta hua dekhna hai to iska ek hi upay hai ki humko bal shram rokna hoga iske khilaaf awaaz uthani hogi aaj hamare desh me bht saare aese vidhyalya hai jo muft me pdai krate hai unka aur accha bnakr apne bacchon kl wahan bhejkr bal shram se azzadi dilani hogi.
HOPE IT HELPS!!!!!!!
plzzz mark breinliest
Similar questions