Hindi, asked by noorain31, 10 months ago

essay on bhadti jansankhya by coolthakursaini36​

Answers

Answered by devkantr5
1

Answer:

. Badhti hui janasankhya na keval bharat balki pure viswa ke liye ek chunauti ban chuki hai

. Iss nirantar badhti hui janasankhya ke kaaran humare paryavaran ka swarooop nirantar bigadta ja raha hai

.Jansankhya ke awasyaktao ke apoorti ke liye vano ka hras ho raha hai jiske karan wano tatha van jiwo ka awaas sankuchit hota ja raha hai

. Vano ki nirantar ho rahi katai ke karan prithvi ka tapman dhire dhire badhta ja raha hai jiske karan barf ke pighlne ki prakriya teji se badhti ja rahi hai

Similar questions