Essay on dev deva aalsi pukara
Answers
Answered by
0
Jis vyakti ko kaam karne ki aadat nahi hoti vo hamesha bure samay mein bhagwan ko pukarta hai. Jis vyakti ko parishram karne ki aadat hoti hai vo kabhi bhi bhagwan ke bharose nahi bethta jisse bhagwan bhi usko khud uske parishram ka fal deta hai. Vyakti ka parishram, uski nishtha aur uska bal hi usse bure samay se bahar nikata hai aur jo vyakti kuch bhi nahi karta uss vyakti ko kabhi safalta nahi prapt hoti. Isse yeh seekh milti hai ki mehnat aur parishram ka fal hamesha mitha hota hai.
Similar questions