Hindi, asked by aswinsuperstar1, 1 year ago

essay on diya in hindi 

Answers

Answered by monu7bishnoi
78

Essay on diya in Hindi

 

Diya  achhayi ka ek Pratik hai . Diya andhere par parakash ki vijaya ka bhav hai . Kahate hai ki jab Raja Ram ,Rawan ko maar kar Sita mata ke saath paap ki lanka raakh kr ke aayodhya loute the to poore aayodhya waasiyo ne unki aane ki khushi aur  ullaas mai ghee ke diye jalaye the .

Diya kumaar ki jeevan jeene ki ajivika hai . Diya batata hai ki kis tarah ek mitti ka lothaa sundar sa aakaar le sakta hai .

Aise hum  bhi  jeevan ki muskilo ka saamna kr ke savyam ko ek naye rang mai dhal sakte hai jiksa kuch sresth uddhyeshya ho .Log janam din par yaa tusli pooja mai humesha ghee ke diye jalate hai . Diye sabhi dhatuo se bane hue milte hai . lekin mitti ka diya sresth mana gya hai . Diwali par sab log diyo se ghar ka kona kona roahan krte hai .laxmi ke aane ki khushi mai poori ghar prakashmaan kr dete hai . Diya ek sudhaata aur  imaandaari ka Pratik hai .

 

Similar questions