Hindi, asked by simrandhillon5300, 1 year ago

Essay on durga puja in hindi for class 1

Answers

Answered by ranjansudhanshu916
0

Answer:

if you like my answer give it brainliest

Explanation:

durga puja ek tyohaar hai jisme ham, durga mata ki 10 dinon tak puja karte hain. durga mata ko maha shakti ke naam se bhi jana jata hai . is tyohaar me bahot se pandaal laga a jate hain aur unme durga mata ki moorti mahisasur ko marte hua hoti hai saath me parwati mata , laxmi mata , ganesh bhagwan kartikey bhagwan aur shankar bhagwan ki moorti bhi sthapit hoti hai . yah tyohar sabse acche se bangal me manaya jata hai durga puja saal me 2 baar aata hai .  yah sitambar - october ke mahine me aata hai . is tyoharon me kumari kanyaon ki bhi pooja ki jaati hai . aur durga pooja ke 10 ve din ganesh chaturthi ki hi tarah durga mata aur sare bhagwano ki moorti ko viserjit kar di jati hai .

Similar questions