Essay on harmful effects of fast food in punjabi language
Answers
Answered by
6
Answer:
Fast food ke bohot nuksaan hote hain
Explanation:
Jab hum chote hote hain tab humein
Takat ki bohot zarurat Hoti hain.
Isiliye Kewal poshan se bhara khaana hi khaana chahiye.
Magar chote bacchon Ko chatpata junk food kaha jaane wala fast food hi pasand aata hai.Bohot oily aur cheese se bhara hua pizza aur burger humare liye behad nuksandeh hota hai.
Isliye aaj ke samay mainchote bacchon Ko bhi motapa,sugar bp Jaisi bariyaan ho Rahi hain
Isiliye parents ka jagruk hona behad zaroorihai.Kya aapka baccha jo kha Raha hai wo uski sehat ke liye nuksandeh to nhi.Is baat ka sabhi parents Ko dhyaan rakhna chahiye
Similar questions