Hindi, asked by c7h5enahimunni, 1 year ago

essay on hindi topic - 'Mahanagri jeevan - vardaan ya abhishap'

Answers

Answered by monu7bishnoi
16

Ye sach baat hai ki Mahanagro mai sabhi such suvidhaaye hoti hai . Aawagaman se lekar  bijalee , pani ki sabhi suvidhaaye hoti hai . Jeevan bahar se bahut saant aur samrid lagta hai . Lekin mehnge ghar ki EMI bharna ho yaa noukari humesha kid or ho , aadmi jaaveen tanaav ki talwaar ke saaye mai hi rahata hai . in sab ke beech wo khud ko aur pariwaar ko samay dena bhool jaat hai . use khud paat nhi chalta ki wo akhiri baar taaji hawa ke liye bahar ghumne kab gya tha  ya usne kab appne bachho keg rah kaarya mai madad kit hi . Bhaag dor bhari jeevan shaili aur phir pradushan aur bimaariyo ke khatre tanaav ko aur badha dete hai . Aur Kabhi aantakwaad ya kabhi dange to kabhi malaria yaa kabhi dengue ,humesha ye sab ek sahari aadmi ko daaraate rahte hai .maansik aur saaririk samshyaa ye bhi mahanahro mai jaayda paayi gyi hai. Upaa se ye junk food ki videshi khadya parampra ne motape ko nimantran de diya .

Lekin in sab ke beech office-ghar ke saath taalmel bana ke jeevan ko wapas tanaav ke andhre se saanti  aur aaram ke prakah mai laya jaa sakta hai . Achhi jeevan shaili , aaraam – vyaam , yog aur pariwaar se saath wakqt beeta kar tanaavmukat hua jaa sakta hai . Achha saamjasya aur taalmel hi safalta  aur sukun ki kuji hai.

Similar questions