essay on mere sapno ka bharat
Answers
Mere sapno ka bharat.
Bharat mera mahan hai aur mujhe apne bhartiye hone par garv hai
mere bharat khubsoorat to asal me bhi hai par iski khubsoorti mere sapno me aur bhi badh jati hai.
mere sapne me bharat ek aise desh ki tarah hai jaha na koi corruption hai aur na koi jhaaga fasad
waha sab log chain se rhte hai aur ek dusre ke sukh dukh me hmesha saath dete hai
waha kisi ki bhi shadi jabardasti nahi kiya jata. sare desh ke log ek parivaar ki bhati rhte hai. har tyohar khushiyo ke sath mil jul kar manaya jata hai. yaha hindu muslim sab saath me rhte hai.
thanku u think this much is enough for u and if u have any doubt ask.
mark me brainlist if u will like the answer
Bharat ek pracheen evam vishal desh h. Hamara desh ka swatantrtha 15 agst 1947 mila. Mujhe ek sapna h mere desh ke liye. Ek sapna h ki koi bhi bhook nahi soye. Ek sapna h ki koi bhi dhan na hone se mar jaye. Ek sapna h ki koi bhi dhuk na he.
Mera aasha h ki hum bharathvasi duniya ko paavan dhaam banayenge. Hum log duniya me utpann uljan ko bhagakar, logon ko taty deep dikhana h. Ham vishva bandhutv ke baare me sab ko batakar. Sab desh dusre desh ke prathi aadar poorvak aur sneh poorvak hona h. Ek sapna h ki bharat agra desh banega. Mai ye soch raha, aur mujhe ye yaakin hogya ki mera sapna ko poore karne ke liye, mi hee kar sakta hu. Ek badlaav lane ke liye, wo hum se hi shuru hona h