Hindi, asked by rohit16, 1 year ago

essay on my favourite tv show taarak mehta ka oolath chasma

Answers

Answered by Anonymous
25
Tarak Mehta ke ulta chashma
Taarak mehta ka ulta chashma ek behad prasidh bharatiya serial hai.Yeh serial kai saalon se no.1 per hai.Is serial ki khaass baat yet hai k uska sabhi kirdaar behad prasidh hain kyunki vo aam logon ki hi tarah lagte hain.Her episode main kabhi koi sadharan samasya hoti hai.kabhi gambhir samasya per society k log Milker her samasya ko suljhaate hain.Is serial main sabhi bacche miljhulker rehte hain.Tarak mehta serial ek sidhi sadhi aamvyakti ki jeevan shaili per bana ek asadharan serial hai.Humein is serial se yahi seekh milti hai k sadaiv miljhul ker rehna chahiye.kyunki chahhe kitni hi badi samasya ho agar hum apne Dotson k sang miljul per her samasya ko suljha sakte hain.
Similar questions